No Blog Title Set

Download Mp3 Song Itihaas-Kanwar Grewal & Galav Warachi ft Harf Cheema | Lyrics

Download Mp3 Song Itihaas-Kanwar Grewal & Galav Warachi ft Harf Cheema | Lyrics | Hd Video:Present new song Itihaas which is sung by Kanwar Grewal & Galav Warachi  and they come up and bring a fresh out of the new tune which melody named is Itihaas sung without anyone else. Music of this melody given by Bhai Manna Singh new tune Statue Lyrics have written Harf Cheema. Appreciate and remain associated with us !! The Latest track of To Be is out on December. This track will be released on December 2020. this melody mystery will declare soon. We will release song audio, video and lyrics after the releasing of official song. So stay with us for all upcoming songs….

Download Mp3 Song Itihaas-Kanwar Grewal & Galav Warachi ft Harf Cheema | Lyrics | Hd Video

Download Mp3 Song Itihaas-Kanwar Grewal

Song details:

  • Song – Itihaas
  • Singer- Kanwar Grewal & Galav Warachi ft Harf Cheema
  • Lyrics- Harf Cheema
  • Music- Bhai Manna Singh

Lyrics Of Song:

Mohobbat ko bhool
Nayi shaklon mein kho jaate hai
Kisi ko maut door kar deti hai
Kuch bewafa ho jaate hai

Milke mil na paaya tu
Ye kaisa tha milna tera
Maar ke mujhko jeete jee kyun
Kaapa ye dil na tera

Milke mil na paaya tu
Ye kaisa tha milna tera
Maar ke mujhko jeete jee kyun
Kaapa ye dil na tera

Pyaar bhari baaton ke sang
Tera gaalon ko chumna
Haath mein lekar haath mere sang
Bheed mein tera ghumna

Kya jhuthe the ye saare pal
Mar chuka ye jism hai
Rooh khaak ho gayi tujhme
Tu nahi toh kya hua
Tera dard jinda hai mujhme

Mar chuka ye jism hai
Rooh khaak ho gayi tujhme
Tu nahi toh kya hua
Tera dard jinda hai mujhme

Teri bewafai ko jo likhne jaaun
Ik janam toh kya das janam honge kam
Khoon ke aasuon se bistar hai laal mera
Teri aakhein sharam se bhi hui nahi nam
Shaadi ki umeedein thi sabhi ko hum dono se
Rota hoon lag ke deewaron ke kono se
Khela mujhse aur phenk diya aise jaise
Bacchon ka mann bhar jaata hai khilono se

Pal mein bana diya jeena mera narak

Tere peechhe ta-umar kar daali kharak
Jeete jee tujhe mujhse raabta nahi
Meri maut ki khabar se kaas tujhe pade farak

Toot gayi khushiyon ki chhanani
Dard chhatta toh kisse chhatta
Koi na tha mujhe gale lagaane waala
Gham baantta toh kisse baantta

Mar chuka ye jism hai
Rooh khaak ho gayi tujhme
Tu nahi toh kya hua
Tera dard jinda hai mujhme

Mar chuka ye jism hai
Rooh khaak ho gayi tujhme
Tu nahi toh kya hua
Tera dard jinda hai mujhme

Meri hasti mita de
Mujhe kar de khatam
Mujhe cheer de
Jism chaahein kar choor choor
Main jee nahi paaunga
Dino mein jaan jaayegi
Jo iss qadar mujhse tu chala gaya door
Sajna sawarna ab mujhe nahi bhaata
Bas tuhi mera kaash
Jhuthi kasmein nahi khata
Roz roz na maar
Gala ghot ik baar
Mujhe jaana hai wahan
Jaha se koi nahi aata

Laga shuru shuru mein
Tum jaise ho fariste
Phir maa ko bata diye
Tere mere rishtey
Maa ne bhi kaha,
Beta sambhal ke rehna
Main dekh nahi paaungi
Tujhe gham mein piste

Inn cheezon se bhi mann bhara na ho tera
Mujhe cheerne ko chakku ya kaanch lena tum
Kehti ho chubte ho marr kyon nahi jaate
Meri maut ki khushi mein ab naach lena tum

Jo maine saha kisi ne saha hi nahi
Teri bewafai pe kuch kaha hi nahi
Jaa jisse marzi tu ishq lada le
Tujhe rokne wala ab raha hi nahi

Mar chuka ye jism hai
Rooh khaak ho gayi tujhme
Tu nahi toh kya hua
Tera dard jinda hai mujhme

Mar chuka ye jism hai
Rooh khaak ho gayi tujhme
Tu nahi toh kya hua
Tera dard jinda hai mujhme

Steps To Download MP3 Song :

  • Interested People can access the song through the below-given link. but before the download user should know the process. so here we go.
  • Now download mp3 format the song this latest song bit rate is 320 and 128 kbps.
  • Hit on the link” Download now”.
  • Here through this site we are providing all links are pop pup free and virus free song.
  • Wait for seconds, the mp3 file will be downloaded automatically.
  • Find the file on the download folder.
  • All links are tested and pop free.
  • The direct download link already updated.
  • Enjoy the music and stay with us and give your valuable comments in below comment box.