Best Dialogues of Shahrukh khan | Bollywood Movies: Shah Rukh Khan, also known by the initialism SRK, is an Indian actor, film producer, and television personality. Referred to in the media as the “Badshah of Bollywood”, “King of Bollywood” and “King Khan”, he has appeared in more than 80 Bollywood films, and earned numerous accolades, including 14 Filmfare Awards.
Best Dialogues of Shahrukh khan
SRK is known for his romantic dialogues, but we are sharing all of his famous dialogues, checklist of dialogues of Shahrukh Khan:
-
Dilwale
“Dil toh har kisi ke paas hota hai, lekin sab Dilwale nahi hote.”
-
Veer-Zaara
“Sachi mohabbat zindagi main sirf ek baar hoti hai… aur jab hoti hai, toh koi bhagwan ya khuda usse nakamayab nahi hone deta.”
-
Kuch Kuch Hota Hai
“Hum ek baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek baar hoti hai… aur pyaar bhi ek baar hota hai.”
-
Jab Tak Hai Jaan
“Teri aankhon ki namkeen mastiyaan, teri hansi ki beparwah gustakhiyaan, teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan, nahi bhoolunga main, jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.”
-
Mohabbatein
“Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai. Har mod aasan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti. Par jab hum zindagi ka saath nahi chodte, toh mohabbat ka saath kyun chode?”
-
Shah Rukh Khan on Koffee With Karan
“Sometimes, a lot of us men think we are doing everything for the woman we love, but there is an aspect of a woman a man doesn’t understand.”
-
Jab Tak Hai Jaan
“Tera haath se haath chodna… tera saayon ka rukh modna… tera palat ke phir na dekhna… nahin maaf karoonga main… jab tak hai jaan, jab tak hai jaan. Tere jhoothe kasme vaadon se… tere jalte sulagte khwabon se… teri beraham duaon se… nafrat karoonga main… jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.”
-
Chalte Chalte
“Yaad rakhna ki duniya ke kisi kone mein koi khush hai, kyun ki tum khush ho.”
-
Shah Rukh Khan at Yale University, 2012
“Success is not a good teacher, failure makes you humble.”
-
Baadshah
“Jinki zindagi choti hoti hai, unhe bade bade vaade nahi karne chahiye.” – Baadshah
-
Devdas
“Babuji ne kaha gaon chhod do… sab ne kaha Paro ko chhod do… Paro ne kaha sharab chhod do… aaj tumne keh diya haweli chhod do… ek din aayega jab woh kahenge, duniya hi chhod do.”
-
Pardes
“Joh sach sunna chahte hai… woh apni jeb mein pistol aur dil mein nafrat lekar nahi aate.”
-
My Name is Khan
“Beauty products se sirf chehra nikharta hai… khoobsurati nahi badhti.”
-
Dear Zindagi
“Jab hum apne aap ko achi tarah samajh lete hain… toh dusre kya sochte hai, it doesn’t matter… not at all.”
-
Main Hoon Na
“Nafrat bahut soch samajhkar karni chahiye, kyunki ek din hum bhi wahi ban jaate hai, jis se hum nafrat karte hai.”
-
Rab Ne Bana Di Jodi
“Rab sabko same to same khushi nahi dete.”
-
Kabhi Alvida Naa Kehna
“Ajnabiyon ki baat sun leni chahiye… kabhi kabhi ajnabi apno se zyada jaante hain.” –
-
Kal Ho Naa Ho
“Tumhare paas joh hai tumhare hisaab se kam hai… lekin kisi doosre ke nazar se dekho toh tumhare paas bahut kuch hai.” –
-
Ae Dil Hain Mushkil
“Dare hue log aksar alfazon ke peeche chupte hai.”
-
Main Hoon Na
“Zindagi nikalti jaati hai aur hum sab pyaar ke bina jeena seekh lete hai… kyun pyaar ko mauka nahi dete, kyun apno par vishvas nahi karte.”